सिपाहियों की ट्रेनिंग टली
मेरठ ()। सिपाही बनने को तैयार बैठे 35 हजार जवानों को इंतजार करना होगा। पहले कहा गया था 15 अक्तूबर से ट्रेनिंग शुरू हो जाएगी लेकिन वेरीफिकेशन में हो रही देरी और पंचायत चुनाव के चलते ट्रेनिंग अब नवंबर के पहले सप्ताह से शुरू होने की संभावना है। अफसरों का कहना है पुलिस हेड क्वार्टर से पोस्टिंग ऑर्डर जारी होने के बाद ही ट्रेनिंग शुरू हो पाएगी।
प्रदेश में भर्ती हुए 35 हजार सिपाहियों की ट्रेनिंग की तैयारियों में फिलहाल पुलिस, इंटेलीजेंस वेरीफिकेशन चल रहा है। वेरीफिकेशन के बाद इनकी रिपोर्ट मुख्यालय जाएगी, वहां से पोस्टिंग ऑर्डर शुरू होगा। इसके बाद ही इनका ट्रेनिंग शेड्यूल शुरू होगा
uttar pradesh police bharti information uttar pradesh police sub inspector job uttar pradesh police constable training uttar pradesh police constable joining letter u.p police new vacancies u.p police constable posting letter
uttar pradesh police bharti information uttar pradesh police sub inspector job uttar pradesh police constable training uttar pradesh police constable joining letter u.p police new vacancies u.p police constable posting letter
Police ki training 24 nov se sambhavit hai
ReplyDeleteaditya kumar ji i do not know. This was a news paper news. May be
ReplyDeleteUttar pradesh police ki trainig ke joining letter ki jankari ho to de aaj phq se puchne par 15 nov tak sambhavit date batai gai lekin posting order ke bare me nahi jankari di agar apko jankari hai to de
ReplyDeleteAditya ji aap ne jo jankari de uskey liye aap ka bahut bahut sukriya. mujhe jankari nahi he. thanks jab bhi kuch jankari milygi blog par jaroor upload karuga.
ReplyDeleteUp police ke training ki news de kya verification compleat ho gaya
ReplyDeleteuttar pradesh police me abhi L.I.U varification kar raha he uske kaam karney ka tarika bilkul slow he abhi tak wo 50 percent candidates ka he varification kar paye he. Jab san ka varification complete ho jayga joining ho jaygi
ReplyDeleteUp police ke verification ke lie koi date nahi nischit hai ki is date tak verification ho jana chahie kya training letter ban chuke hai ki nahi phq se puchne par usne nov ke dusre hafte me letter dene ko kaha
ReplyDeleteaditya ji varification ki koi date nishit nahi he uttar pradesh me punchayt chunaw chal rahe he sayad es karan process slow he. Ha nov. Me aap ko letter jaror mil jayga mene bhi ek do jagha malum kiya mujhe bhi aysa he batya gaya. Unka kahna he varification jald he pura ho jayga or letter nov. Me issue kar deye jayge agar aap ko koi information milti he to jaror share kijye
ReplyDeleteKya letter up police ke ban chuke hai .letter milne ke kitne din bad training hogi .malik ji aap ko jankari kahan se milti hai
ReplyDeleteAditya ji me uttar pradesh ka he rahny wala ho. or mera dost uttar pradesh police me sub inspector post par job karta he usne mujhe jankari de he. letter milny k baad jald se jald training suru ho jaygi jada se jada 15 din lagyge aap ki training suru hone me. training se pahly kuch din GTC hogi. thano me rakh kar aap ko parsikshan diya jayga.
ReplyDeleteUp police ke training ke bare me aaj sp office ke pas notice aai hai kripya malik ji aap uske bare me jankari de
ReplyDeleteaditya ji me filhal m.p me ho. Aaj pata karna sambhav nahi he jald he aap ko jankari de jaygi. Asa karta ho ki kal aap ko notice k bary me jankari de pauga
ReplyDeleteaditya ji mene aaj sp office mzn se pata kiya unka kahna he ki unko aysa koi notice nahi mila he.
ReplyDeleteHello ye msg. Sirf bhavna chaudhary ke liye h. I m abhishek sharma. Hum train me mile the. I wanna talk u seriously. Plz yar ignore mat karna. 08791630521 this is my cell no. Plz call me.
ReplyDeleteaccording to uttar pradesh police bharti board every thing is ready. They are going to train biggest ever recruitment in December Plz wait what can i say. Last time they were saying on 15 December they are going to train 35 k recruits
ReplyDeletemai ye jankari chahta hu ki police training k waiting result k kab tak aane ki sambhavnaha hai yadi aap kisi ko iss visay me koi bhi jankari prapt ho to krapya ker batane ka kast kare.
ReplyDeletemai ye jankari chata hu ki police training k waiting result k kab tak aane ki sambhavnaha hai yadi kisi ko iss vishya me kisi prakar ki koi jankari prapt ho krpya batane ka kast kare.
ReplyDeletemay bhe police banna chata hu mere koi help karo
ReplyDelete